Friday, January 27, 2006

kya hua?

kisi ki nazar lag gaee kya?

dil bhar ga ya kya?

main nai aisa kya kiya?
main nai aisa kya nahin kiya?


ab main kya karoon .......

sub kuch tau …tum nai lay liya
meray liya kuch nahin chora

kya hua......
......hummay?!

sub toot ga ya
......aur ab
main bhi....

No comments: